Dargah e Gaffaria

Tag: nabi. gaffaria

Dostane ILAHI (Awliyaallah) se Mohabbat

  In Roman urdu: Hazarah Anas Radiallahu taala anh se riwayat hai ke Aek shaks ne RASOOLALLAH alaihissalam se poocha ke Qayamat kab Aayegi? Aap alaihissalam ne farmaya , tune uske liye kya samaan muhiyya kiya hai? Usne kaha kuchbhi nahin albataa main ALLAH TABARAK VA TAALA AUR RASOOLALLAH ALAIHISSALM se MOHABBAT rakhtahun. Aap alaihissalm […]